Saturday, March 28, 2009

Poetry

After ages comes an album with real poetry ... Do listen to Gulal's sound track
A few of my favourites

man kare so pran de jo man kare so pran le
wahi to ek sarva shaktiman hai

vishwa ki pukar hai ye
bhaagwat ka saar hai
ki yuddh hi to veer ka praman hai

kauravon ki bheed ho ya
pandavon ka need ho
jo lad saka hai wahi to mahaan hai

Another one

alim yeh kehta wahan ishwar hai,
Faazil yeh kehta wahan allah hai,
Kabur yeh kehta wahan issa hai,
Manzil yeh kehti tab insaan se ki,
Tumhari hai tum hi sambhalo yeh duniya,
Yeh ujde hue chand baasi charago,
Tumhare yeh kale iraado ki duniya,

1 comment:

Subhash said...
This comment has been removed by the author.